Posts

Showing posts from June, 2020

KYA LEKE AAYO JAGME LYRICS

Image
KYA LEKE AAYO JAGME LYRICS Kya leke aayo jag mein kya leke jayega Kya leke aayo jag mein kya leke jayega O bandhu.. Kya leke aayo jag mein kya leke jayega Kya leke aayo jag mein kya leke jayega O bandhu.. Kshan bhangur kaya tu kahaan se laya Guruwan samjhaya par samajh na paya Ye saans nigodi chalti ruk thodi Chal chal ruk jaawe kya khoya paya Kya leke aayo jag mein kya leke jayega Kya leke aayo jag mein kya leke jayega O bandhu.. Kya leke aayo jag mein kya leke jayega Kya leke aayo jag mein kya leke jayega O bandhu.. O mann sun jogi baat yahaan maya karti ghaat Aa tam bhi tar samjhaat murkh na samjhe baat Hai ishwar tere saath kaahe mann maa ghabraat Ho ram sunire din raat kashth samay kat jaat Ho sab yahin chhod jayega chhod jayega Kya leke aayo jag mein kya leke jayega Kya leke aayo jag mein kya leke jayega O bandhu.. Kya leke aayo jag mein kya leke jayega Kya leke aayo jag mein kya leke jayega O bandhu.. Kya leke aayo jag mein kya leke jayega Kya le

DO DIN KA YE MELA LYRICS

Image
DO DIN KA YE MELA LYRICS Do din ka ye mela hai Do din ka.. Do din ka ye mela hai Khela phir uth jaana hai Do din ka ye mela hai Khela phir uth jaana hai Aana hai jaana hai Jeevan chalte jaana hai Are aana hai jaana hai Jeevan chalte jaana hai Mite na chhapke shehad sa tapke Mite na chhapke shehad sa tapke Mitha bol khajaana hai.. Aana hai jana hai Jeevan chalte jaana hai Maati ka bartan hai pyare Maati mein mil jaana hai Aana hai jana hai Jeevan chalte jaana hai Jeevan chalte jaana hai Hawawon mein behti kahaniya hai Ho.. Hawawon mein behti kahaniya hai Bholi masoom nadaniyan hai Ho rang saanjh ke pakke rang Pooja aajaan duawon ke sang Ghar ki chhat pe hai rehta aao dana hai Aana hai jana hai Jeevan chalte jaana hai Aana hai jana hai Jeevan chalte jaana hai Jeevan chalte jaana hai

BUDHAU LYRICS

Image
BUDHAU LYRICS Fati achkan ke dhaagon pe latke budhau Oh fati achkan ke dhaagon pe latke budhau Saansein atki hai phir bhi dekho na sudhre budhau Khatke jamaane ki aankhon mein Uljhe ghatri ki gaanthon mein Gali gali nukkad pe bazaron mein Ser sapaata kare,, Fati achkan ke dhaagon pe latke budhau Saansein atki hai phir bhi dekho na sudhre budhau Khali thali mein gaali gaali parose Baaton mein dunaali Khali thali mein gaali gaali parose Baaton mein dunaali Athhanni rupaya ka kamaye niwala Nakhre bemishali Kamriya lachakati najriya matkati Aur matke budhau.. Fati achkan ke dhaagon pe latke budhau Saansein atki hai phir bhi dekho na sudhre budhau Aa.. Aa... Khud na soye neendon ko sulaaye chale Ye to khwaabon ko odhe bichhaye chale Chhupa dadhi mein tinka ghoome Oh dekho gh oh dekho adiyal budhau Fati achkan ke dhaagon ko bun le budhau Are bun le budhau... Budhau.. Budhau.. Re.. O... Budhau.